Sunday, January 2, 2011

poem

bujh gaye aankhon mein jaltey jaltey,
adhure khwabon ke angaar they...

keh saktey agar to kyun na kehtey,
magar ji se kuch lachaar they...

gairon mein gintey hain aaj wo,
kabhi jo dil ka karaar they...

bikhrey zameen ke daman pe raat jo,
shab ke siine mein gam hazaar they...

1 comment:

 मिल्कियत सारी ये तेरी नज़र करता हूँ , तेरे शहर से कहीं दूर अब मैं घर करता हूँ .....   उजालों के साथी कुछ दूर तलक आये , किसे मालूम अंधेरों मे...